बजे कुण्डलपुर में बधाई – Baje Kundalpur Mein Badhai (Bhajan Lyrics)
के नगरी में वीर जन्मे, महावीर जी
जागे भाग हैं त्रिशला माँ के,
के त्रिभवन के नाथ जन्मे, महावीर जी
हो… शुभ घडी जनम की आई,
सवरग से देव आये, महावीर जी
तेरा नवन करें मेरु पर
के, इंद्र जल भर लाए, महावीर जी
हो.. तुझे देवीआं झुलाये पलना,
मन में मगन हो के, महावीर जी
तेरे पलने में हीरे मोती,
के. गोरिओं में लाल लटके, महावीर जी
हो… अब ज्योति तेरी जागी
के सूर्य चाँद छिप जाए, महावीर जी
तेरे पिता लुटावें मोहरें
खजाने सारे खुल जाएंगे, महावीर जी
हो… हम दरश को तेरे आए
के पाप सब काट जाएंगे, महावीर जी
बजे कुण्डलपर में बधाई,
के नगरी में वीर जन्मे, महावीर जी
जैन भजन संग्रह के सभी भजन यहाँ पढ़ें: जैन भजन संग्रह (सम्पूर्ण सूची)
Ke nagari mein veer janme, Mahaveer ji
Jaage bhaag hain Trishala maa ke,
Ke tribhavan ke naath janme, Mahaveer ji
Ho… shubh ghadi janam ki aai,
Savarag se dev aaye, Mahaveer ji
Tera navan karen Meru par
Ke, Indra jal bhar laaye, Mahaveer ji
Ho.. tujhe deviyaan jhulaayen palna,
Man mein magan ho ke, Mahaveer ji
Tere palne mein heere moti,
Ke. goriyon mein laal latke, Mahaveer ji
Ho… ab jyoti teri jaagi
Ke surya chaand chhip jaaye, Mahaveer ji
Tere pita lutaaven moharen
Khazaane saare khul jaayenge, Mahaveer ji
Ho… hum darash ko tere aaye
Ke paap sab kat jaayenge, Mahaveer ji
Baje Kundalpur mein badhaai,
Ke nagari mein veer janme, Mahaveer ji
0 comments:
एक टिप्पणी भेजें